Mein Gunaho se door Jana Chahta Hoon – Words of a Good Muslim

Mein Gunaho se door Jana Chahta Hoon – Words of a Good Muslim

Mein Gunaho se door Jana Chahta Hoon (I want to go away from the sins)

Apne Rab ki ibadat Karna Chahta Hoon (I want to worship my Allah)

Rooh Sorahi meri phir bhi dil dhadakta Yoon (My soul sleeping but my heart is awake)

Dil mera chahe ke mein Neikiya Karsakta Hoon (My wants to do good deeds)

Neik Hojaoon Bandh Rahkar Apne Ghar mein (Hope I become good being stuck at my home)

Sonch Itni Bargayee, Maamle hai Idhar Udhar Ke (Thoughts so much increased that I have different reasons)

Kya Karun Kya Na Karun Sonchta Hoon mein (What to do and what not to that’s what I’m thinking)

Dil Ko Apne Rab Ki yad dilata rehta hoon mein (I keep my heart to remember my Lord)

Haanh Ibadath Karlu aur aur kya bass mein hai mere (Yes, I will do worshiping and what’s there in my reach)

Neikiya karne Ki adath Banalu aur kya bass mein mere (I want to make a habit of doing good deeds and what’s in my reach)

Mein Gunaho se door Jana Chahta Hoon (I want to go away from the sins)

Apne Rab ki ibadat Karna Chahta Hoon (I want to worship my Allah)

This is a welcome religious words as Muslims prefer to do. The naat or the lyrics including Mein Gunaho se door… are only for good cause and not to hurt anyone or anybody’s sentiments.

Khalid M Raza

Lyrics

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

You May Have Missed