Hyderabad love affair dialogues often hidden basically from people, who want to know, realistically. No, at present there’s no orthodox Urdu-Hindi mix language spoken than earlier in the 90s or before that and a bit later also. At present people are still bothered about and also mock at people of Hyderabad by using slang Hyderabadi words. Using of any ‘slang’ word or words still goes on just to make the conversation healthy. However, the current Hyderabad love affair dialogues are here to enjoy and like.
- 1. Kya hua yaro, meri jaan kaahn ghayab hogaya thaa. Nazar nai aara. Ek arsa hogaya. Kidhar thaa patthe?
- 2. Nai bhai, sachchi me teri bhi jaan nikal jaati agar tere saath bhi aisa hota tow.
- 3. Matlab?. Kaiku aise baatein karra re? Aa, chal chai peeke baat karinge.
- 4. Achcha, hou re. Ab samjha! Tereku bhooth chadgaya uska. Aisa kuch nai hota re patthe. Sudharjaa.
- 5. Nakko karo yaro aise baataan baigan ke. Hamare tension’aa hum ku maloom.
- 6. Phir kya nachoon? Mere patthe ku woh hogaya ye hogaya, potti ke piche pagla gaya, bolke.
- 7. Ab jaande bhai, tereku kya maloom. Une kamina agar uska boyfriend nai hota naa, seedha seedha woich meri hoke rehti hamesha ke liye. Woh kamina bhoth smart hai.
- 8. Tu kya kum hai. Chal, ab nakhre mat kar. Jaldi se chai ka bill de aur mere ku jaana hai, amma ke liye dawa laana tha, medical hall bandh hojata.
- 9. Bhai chai ke liye tu bola. Aur bill main doon?. Baigan bhi neend nai aathi ab mereku.
- 10. Achcha! zara bees rupaye ke liye ab teri neend bhi udgayee?.
- 11. Nai bhai, chai peene se, magar achcha hua usko yaad karte karte bisthar pe late jaaton. Tu jaa bhai, amma ka kaam pehle karr.
- 12. Zyaada sonch mat. Chalto’n mai. Dekh Feroz aur Khan sab idhar ich aarre. Unlow ke saath baith zara. Dil halka hota. Mai chala. I’m going now.
Note: Odd numbers and even numbers in the dialogues between two persons are question and answers. For example number 1 is odd followed by number 2, which is even, and then number 3, and so on, till number 12. A dialogue is known to be between two persons. A talk between the two.